Home › Gold Gyaan › Ghar mein kitna sona rakh sakte hain? (CBDT niyam)

Ghar mein kitna sona rakh sakte hain? (CBDT niyam)

Kanoon mein ghar mein sona rakhne ki koi upari seema nahi hai. Lekin CBDT ke 1994 ke instruction ke hisaab se income tax search ke dauraan itna sona-jewellery aam taur par zabt nahi ki jaati, chahe uska saboot na ho:

Isse zyada sona bhi rakh sakte hain, bas uska strot (bill, virasat, gift deed, aay) dikhana padta hai. Isliye har kharid ka pakka bill sambhal kar rakhein.

Ye aam jaankari hai, kanooni salah nahi.